SONG: Vaasudev Sutam Devam Kans - वासुदेव सुतं देवं कंस

Vaasudev Sutam Devam Kans - वासुदेव सुतं देवं कंस

LYRICS:
vasudev sutam devam kanschanur mardanam devki parmanandam krishnam vande jagaguru yadunath dwaar ka nath shyam re natwar kunj vihari eknath dwar ka nath shyam re natwar kunj vihari baar baar sansar bhar kar baar baar sansar bhar kar de wo bhar dhan dhari eknath dwar ka nath shyam re natwar kunj vihari un ki leela koi na jane un ki leela koi na jane maya aprampar prabhu ki maya aprampar aar ek roop ho karman mohan ek roop ho karman mohan dhare chhavi apar aar aar dhare chhavi apar aar narayan nar roop dikhate narayan nar roop dikhate ek rahe sansari yadunath dwar ka nath shyam re natwar kunj vihari mere swami antaryami mere swami antaryami koi na paye paar prabhu ka aa koi na paye paar aar unke taar me jude huye hai unke taar me jude huye hai teen lok ke taar teen lok ke taar murli dhun per tribhuwan nache nach rahe nar nari eknath dwaar ka nath shyam re natwar kunj vihari