SONG: Uyi Maa Machhaiya Hai - उई माँ मछरियाँ के हैं मर्दवा

Uyi Maa Machhaiya Hai - उई माँ मछरियाँ के हैं मर्दवा

LYRICS:
uyi maa machhariya ke hai mardwa hoye main chhokariya ke ho main chhokariya ke jaalwa me kaise aa gayo ho main chhokariya ke jaalwa me kaise aa gayo ho bina shaadi sasuralwa me kaise aa gayo re main chhokariya ke ho main chhokariya ke jaalwa me kaise aa gayo pahle tune nainwa se nainwa milyi ke nainwa milyi ke, meri nindiya udayi ke nindiya udayi ke, mora chaina churai ke jaise sab aate hai, tu waise aa gayo re tu chhokariya ke tu chhokariya ke jaalwa me aise aa gayo tu chhokariya ke jaalwa me aise aa gayo chikni chikni kori kaaya fislat jaye najariya, ha oye hoye chikni chikni kori kaaya fislat jaye najariya nainan ki gahri nadiya duba tora sanwariya thande thande paniya, dekh ke jawaniya rama dekhat dulhaniya main ghabrayi gayo re main chhokariya ke main chhokariya ke jaalwa me kaise aa gayo ho main chhokariya ke jaalwa me kaise aa gayo manwa ki kutiya ma tu to banke jogi aayo are samjha buddhu manwa ki kutiya ma tu to banke jogi aayo prem ka panchhi faans liyo main rup ka jaal bichhayo lagi re lagan aisi jaagi re agan rama chhaliya more manwa tu hi bha gayo re tu chhokariya ke re re re re re uyi uyi tu chhokariya ke jaalwa me aise aa gayo tu chhokariya ke jaalwa me aise aa gayo ho bina shaadi sasuralwa me kaise aa gayo re main chhokariya ke ho main chhokariya ke jaalwa me kaise aa gayo ho main chhokariya ke jaalwa me kaise aa gayo