SONG: Uye Ma Uye Ma Koi Bachaye

Uye Ma Uye Ma Koi Bachaye

LYRICS:
uye ma uye ma koi bachaye uye ma uye ma koi bachaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye uye ma uye ma koi bachaye uye ma ma uye ma koi bachaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye mai baago ki bulbul yeh hai baaj pahadi mai najuk si kamini par ye ek anari na smjhe na soche na dekh na bhali naseeb mere fute pale jo iske pale ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye uye ma uye ma koi bachaye uye ma uye ma koi bachaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye koi mila na jag me apni garaj se khali jisne najariya daali buri najariya daali jidhar se mai gujru nigaahe uad jaye jawaan dil thame to budhe muskaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye uye ma uye ma koi bachaye uye ma uye ma koi bachaye uye ma uye ma koi bachaye uye ma uye ma koi bachaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye is choti si umar me dekhe lakh sikhari sab hai roop ke pyase raja ho ke bhikhari har ek dilwala hai roop ka diwana ye reet hai purani yeh geet hai purana ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye uye ma uye ma koi bachaye uye ma uye ma ma koi bachaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye jab chahe bedardi bhaiya kamar me daale de ke mohe hickoli gedwa jaise uchhale mai it ut bhaagu wo sang sang dode gajab hai ye julmi kahi na peecha chode ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye uye ma uye ma koi bachaye uye ma uye ma ma koi bachaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye uye ma uye ma koi bachaye uye ma uye ma ma koi bachaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye kal ek chhaliya bola mere sang chal rani pag pag kahe lutaye yeh anmol jawani mai ghabra jau mile jo usse ankhiya kare jo wo ishara dar ke mori chhatiya ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye uye ma uye ma koi bachaye uye ma uye ma ma koi bachaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye jab jab beech bajariya ghungru kanke more daude daude aaye basti ke sab chhore koi hath mera pakde to hosh ud jaye mai chori chori bhagu to shor machaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye uye ma uye ma koi bachaye uye ma uye ma ma koi bachaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye ki chiraiya ko papi baj liyo jaye