SONG: Utho Utho He Bharat Tumhaare - उठो-उठो हे भरत तुम्हारे

Utho Utho He Bharat Tumhaare - उठो-उठो हे भरत तुम्हारे

LYRICS:
utho-utho he bharat tumhare raam abhi hai aate raam abhi hai aate darshan karke prabhu ke kyo nahi man ki peer mitate aaye aaye raam hamare aaye shri raghunath aaye shri raghunath pakar bharat prabhu charnan ko pakar bharat prabhu charnan ko ho gaye aaj pranath do sharir ek pran huye hai mita hriday santap mita hriday santap hua aaj shri raam chandra se sacha bharat milap dhan-dhan aaj ayodhya nagri dhan-dhan nandi graam dhan-dhan nandi graam amar kahani bandhu prem ki amar bharat ka naam amar bharat ka naam sab jan mangal sukhad manavat paavan raja raam paavan raja raam ek bar sab bhakti bhav se kaho siyavar raam raam raam raja raam patitapavan sita raam raam raam raja raam patitapavan sita raam raghupati raghav raja raam patitapavan sita raam