SONG: Uthi Umange Phir Sajni Naya Zamana Aaya - उठी उमंगें फिर से सजनी नया ज़माना आया

Uthi Umange Phir Sajni Naya Zamana Aaya - उठी उमंगें फिर से सजनी नया ज़माना आया

LYRICS:
uthi umange fir se sajni naya zamana aa gaya uthi umange fir se sajni naya zamana aa gaya mere man me kaun samaya uthi umange fir se sajni naya zamana aa gaya uthi umange fir se sajni naya zamana aa gaya mere man me kaun samaya man me hai chit chor tumhare chamak rahe aasha ke taare man me hai chit chor tumhare chamak rahe aasha ke taare man me hai chit chor tumhare chamak rahe aasha ke taare palbhar me kudrat ne phir se bigda khel banaya uthi umange fir se sajni naya zamaana aa gaya mere man me kaun samaya naa kaha hai man ka panchi naa kaha hai man ka panchi sari duniya jhoom rahi hai sari duniya jhoom rahi hai mast pawan le le angdayi kaliyo ka muh chum rahi hain mast pawan le le angdayi kaliyo ka muh chum rahi hain patjhad ke din beet chuke hai phir se fagun aaya mere man me kaun samaya uthi umange fir se sajni naya zamaana aa gaya mere man me kaun samaya