SONG: Uth Soye Huye Husn Tujhe - उठ सोये हुये हुस्न तुझे इश्क जगाये इश्क जगाये

Uth Soye Huye Husn Tujhe - उठ सोये हुये हुस्न तुझे इश्क जगाये इश्क जगाये

LYRICS:
uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye main hu aur tu hai ek aalam me hun hai main hu aur tu hai ek aalam me hun hai fir wakt ye takdir dikhaye na dikhaye uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye masum jawani hai aur nind ke saye aur nind ke saye masum jawani hai aur nind ke saye aur nind ke saye kab tak koi pahlu me kayamat ko chhupaye uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye uth jag idhar aa bedard jara sa uth jag idhar aa bedard jara sa wo dard jo din rat teri yad dilaye uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye