SONG: Us Waqt Kya Kare Koi - उस वक्त क्या करे कोई उस वक्त क्या करे

Us Waqt Kya Kare Koi - उस वक्त क्या करे कोई उस वक्त क्या करे

LYRICS:
us waqt kya kare koi us waqt kya kare jab husn jawani josh nahi masti ke adaye hosh ho jab husn jawani josh nahi masti ke adaye hosh ho dil ko kuch kaha kare us waqt kya kare us waqt kya kare koi us waqt kya kare jab sunane mein man cahnchal ho jab armano mein halchal ho jab sunane mein man cahnchal ho jab armano mein halchal ho aankh mein koi kaha kare us waqt kya kare us waqt kya kare koi us waqt kya kare chand aur taro ka mela ho aise mein koi akela ho aise mein koi akela ho jab madhur chandni hansa kare us waqt kya kare koi us waqt kya kare jab dil mein koi tamnna ho jab dil mein koi tamnna ho aur dil ko uska pta na ho aur dil ko uska pta na ho jee aisa waisa hua kare dil kya kare us waqt kya kare us waqt kya kare jab husn jawani josh nahi masti ke adaye hosh ho jab husn jawani josh nahi masti ke adaye hosh ho dil ko kuch kaha kare us waqt kya kare us waqt kya kare koi us waqt kya kare