SONG: Us Mulk Ki Sarhad Ko Koi Chhu Nhi Sakta - उस मुल्क की सरहद को कोई छू नहीं सकता

Us Mulk Ki Sarhad Ko Koi Chhu Nhi Sakta - उस मुल्क की सरहद को कोई छू नहीं सकता

LYRICS:
us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhe har tarah ke jajbat ka alan hai ankhe har tarah ke jajbat ka alan hai ankhe sabnam kabhi shola kabhi tufan hai ankhe sabnam kabhi shola kabhi tufan hai ankhe ankho se badi koi taraju nahi hoti ankho se badi koi taraju nahi hoti ghulta hai basar jisme wo mijan hai ankhe ghulta hai basar jisme wo mijan hai ankhe ankhe hi milati hai jamane me dilo ko ankhe hi milati hai jamane me dilo ko anjan hai ham tum, agar anjan hai ankhe anjan hai ham tum, agar anjan hai ankhe lab kuchh bhi kahe usse hakikat nahi khulti lab kuchh bhi kahe usse hakikat nahi khulti insan ke sach jhuth ki pehchan hai ankhe insan ke sach jhuth ki pehchan hai ankhe ankhe na jhuke teri kisi gair ke age ankhe na jhuke teri kisi gair ke age dunia me badi cheez meri jaan hai ankhe dunia me badi cheez meri jaan hai ankhe us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhe jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhe