SONG: Us Mast Nazar Pe Padi Jo Nazar - उस मस्त नज़र पे पड़ी जो नज़र

Us Mast Nazar Pe Padi Jo Nazar - उस मस्त नज़र पे पड़ी जो नज़र

LYRICS:
us mast nazar pe padi jo nazar kajre ne kaha mat dekho idhar maine kaha mai to dekhunga kajre na kaha dekho ji magar ai ji ulajh na jaana kahi ulajh na jaana, kahi ulajh na jaana dekho ji kahi ulajh na jaana sundar mukhada nain suhaane sundar mukhada nain suhaane joban ke dwar pe jaise khade ho do mastane jaise khade ho do mastane bhari nazar se dekha kisi ne bhari nazar se dekha kisi ne bole paas nahi aana, kahi ulajh na jaana bole paas nahi aana, kahi ulajh na jaana dekho ji kahi ulajh na jaana kajre ki jori hanse chori chori kajre ki jori hanse chori chori jaadu nazar kaa chala ke nazar ke sahare adaao ke maare zulfo ka jaal bichha ke nazar ke sahare adaao ke maare zulfo ka jaal bichha ke dekh ke haath badhana, kahi ulajh na jaana dekh ke haath badhana, kahi ulajh na jaana dekho ji kahi ulajh na jaana