SONG: Us Ladki Ka Hai Naam Kala - उस लड़की का नाम कला

Us Ladki Ka Hai Naam Kala - उस लड़की का नाम कला

LYRICS:
us ladki se mujhe preet hai mere man ki jo meet hai na hasti hai na roti hai na jagti hai na soti hai na khati hai na peeti hai ab socho ab socho wo kaise jeeti hai us ladki ka hai nam kala kala us ladki ka hai nam kala mujhe usne pukara lo mai chala lo mai chala us ladki ka hai nam kala o kala o kala mai tera diwana sari dunia se begana o kala mai tera diwana sari dunia se begana art is my life art is my wife yu shama i parwana yu has has ke mai jala us ladki ka hai nam kala mujhe usne pukara lo mai chala lo mai chala us ladki ka hai nam kala mai kalawati ka dharm pati or dance ke fun ka jati sati mai kalawati ka dharm pati or dance ke fun ka jati sati is sokh me dekar diwala kholi hai maine ek shala mere hath se o mere hath se hai dunia ka bhala dunia ka bhala us ladki ka hai nam kala mujhe usne pukara lo mai chala lo mai chala us ladki ka hai nam kala sach puche agar koi bhaiya asan nahi ye tha thaiya sach puche agar koi bhaiya asan nahi ye tha thaiya jitne bhi bade us par hue ghar unke sada barbad hue jute se jute se alag raha unka chala unka chala us ladki ka hai nam kala mujhe usne pukara lo mai chala lo mai chala us ladki ka hai nam kala mujhe usne pukara lo mai chala lo mai chala lo mai chala