SONG: Us Chand Se Pyare Chand Ho Tum - उस चाँद से प्यारे चाँद हो तुम, आकाश पे जो मुस्काता है

Us Chand Se Pyare Chand Ho Tum - उस चाँद से प्यारे चाँद हो तुम, आकाश पे जो मुस्काता है

LYRICS:
us chand se pyare chand ho tum, aakash pe jo muskata hai us chand se pyare chand ho tum aakash pe jo muskata hai us chand se agar chand hu mai tum suraj ho, tum jyoti arpan karte ho ik dukhiyari ke jiwan ka, ik dukhiyari ke jiwan ka man aashao se bharte ho ehsaan se man jhuk jata hai us chand se wo neel gagan par hasta hai, tu dharti par muskati hai us chand us chand, us chand ki mere chand se jab aankh kahi lad jati hai wo wo badal me chup jata hai us chand se apne charno ki daasi ka kyu itna maan badhate ho ik bekar bebas panchi ko ik bekar bebas panchi ko aankho ki sair karate ho is bat is bat se man dar jata hai us chand se pyare chand ho tum aakash pe jo muskata hai us chand se