SONG: Upar Wale Ne Jaldi Me Likhi Meri Takdir - ऊपर वाले ने जल्दी में लिखी मेरी तक़दीर

Upar Wale Ne Jaldi Me Likhi Meri Takdir - ऊपर वाले ने जल्दी में लिखी मेरी तक़दीर

LYRICS:
upar wale ne jaldi me likhi meri takdir bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir upar wale ne jaldi me likhi meri takdir bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir haye re haye bad mera luck bada hai said mera luck haye re haye bad mera luck bada hai said mera luck upar wale ne jaldi me likhi meri takdir bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir damdi mal kai ladki ho ya dolat ram ki sali damdi mal kai ladki ho ya dolat ram ki sali apne ghar me bhej de malik koi chudiyo wali apne ghar me bhej de malik koi chudiyo wali hoye gore gore hatho se jo mujh khilaye khir bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir upar wale ne jaldi me likhi meri takdir bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir are daya kare koi ladki wala rahu na kahi kawara ek pahiye ki gadi par firu kab tak mara mara ek pahiye ki gadi par firu kab tak mara mara dil ka friam hai khali koi ban jaye tasveer bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir haye re haye bad mera luck bada hai said mera luck upar wale ne jaldi me likhi meri takdir bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir