SONG: Upar Hai Badriya Kaari - ऊपर है बादरिया कारी

Upar Hai Badriya Kaari - ऊपर है बादरिया कारी

LYRICS:
upar hai badariya kaari maujo me hai naav hamari beda kaise paar ho ho beda kaise paar ho upar hai badariya kaari maujo me hai naav hamari beda kaise paar ho ho beda kaise paar ho ho khene wale dhire dhire le chal naiya dhire dhire beda kaise paar ho ho beda kaise paar ho ho khene wale dhire dhire le chal naiya dhire dhire beda kaise paar ho ho beda kaise paar ho upar hai badariya kaari maujo me hai naav hamari beda kaise paar ho ho beda kaise paar ho ek paar babul ki nagri ek paar sajan ka gaon ek paar babul ki nagri ek paar sajan ka gaon ho sar par lok laaz ka bojha ho sar par lok laaz ka bojha kaap rahe dulhan ke paav ho khene wale dhire dhire le chal naiya dhire dhire beda kaise paar ho ho beda kaise paar ho upar hai badariya kaari maujo me hai naav hamari beda kaise paar ho ho beda kaise paar ho do dilo ki dunia lekar naiya chali jaye re do dilo ki dunia lekar naiya chali jaye re haye musafir bhola bhala haye musafir bhola bhala man hi man ghabraye ho khene wale dhire dhire le chal naiya dhire dhire beda kaise paar ho ho beda kaise paar ho upar hai badariya kaari maujo me hai naav hamari beda kaise paar ho ho beda kaise paar ho