SONG: Up Bihar - यूपी बिहार

Up Bihar - यूपी बिहार

LYRICS:
jawani huyi is kadar bekarar chali aayi hu main dupatta utaar jalwo ne luta hai sabka karaar aankho ne masti se ghayal hazar mari thumka mari thumka mari thumka ulat jaaye up bihar jawani huyi is kadar bekarar chali aayi hu main dupatta utaar jalwo ne luta hai sabka karaar aankhon ne masti se ghayal hazar mari thumka mari thumka mari thumka ulat jaaye up bihar bali umar hai patli kamar hai maie jab hi se hai jowan sambhala ye bhi kya kam hai tujh per karam hai aaj nadido pe dil hai uchchala nazuk kala dil ye chala ruk to zara karna na fir ye faisla lana hai lele dil lele kuch din udhaar karle tu chahat ke dariya tu paar mari thumka mari thumka mari thumka ulat jaaye up bihar haule se maine ankhiyan jo maari noto mein hone lagi maara maari har koyi mere piche pada hai thoda thahar aayegi baari haule se chadta hai sabka bukhaar karti hu main bhi to tum sab ko pyar mari thumka mari thumka mari thumka ulat jaaye up bihar