SONG: Unse Jo Sahab Salamat Ho Gayi - उनसे जो हाँ हाँ हाँ हाँ हाँ हाँ

Unse Jo Sahab Salamat Ho Gayi - उनसे जो हाँ हाँ हाँ हाँ हाँ हाँ

LYRICS:
unse jo ha ha ha ha ha ha unse jo saheb salamat ho gayi unse jo saheb salamat ho gayi ho gayi unse mohabbat ho gayi ho gayi unse mohabbat ho gayi unse jo saheb salamat ho gayi jabse har zarre me wo jabse har zarre me wo dikhne lage jabse har zarre me wo dikhne lage humko bhi ha hamko bhi sajdo ki aadat ho gayi hamko bhi sajdo ki aadat ho gayi unse jo saheb salamat ho gayi ban gaya hai aaj kal har sans geet ban gaya hai aaj kal har sans geet ab to chup ab to chup rahna musibat ho gayi ab to chup rahna musibat ho gayi unse jo saheb salamat ho gayi aankh lag kar lag saki na raat bhar aankh lag kar lag saki na raat bhar aankh lagna ek kayamat ho gayi aankh lagna ek kayamat ho gayi unse jo saheb salamat ho gayi shamma se kahti hai parwane ki khak shamma se kahti hai parwane ki khak aag lag jane se thandak ho gayi aag lag jane se thandak ho gayi unse jo saheb salamat ho gayi unse jo ha ha ha ha ha ha