SONG: Unse Bichhad Ke Jab Ham Roye To Aise Roye - उनसे बिछड़ के जब हम रोये तो ऐसे रोये

Unse Bichhad Ke Jab Ham Roye To Aise Roye - उनसे बिछड़ के जब हम रोये तो ऐसे रोये

LYRICS:
unse bichhad ke jab ham roye to aise roye ankhon me jaise koi ashqon ke beej boye unse bichhad ke jab ham roye to aise roye ankhon me jaise koi ashqon ke beej boye aana bhi unka bhule jana bhi unka bhule aana bhi unka bhule jana bhi unka bhule sab kuch bhula ke ab to baithe hai khoye khoye unse bichhad ke jab ham roye to aise roye ankhon me jaise koi ashqon ke beej boye unse bichhad ke jab ham kal tha pyaar dil me ab daag rah gaye hai kal tha pyaar dil me ab daag rah gaye hai guzregi umr saari ye daag dhoye-dhoye unse bichhad ke jab ham roye to aise roye ankhon me jaise koi ashqon ke beej boye unse bichhad ke jab ham