SONG: Unpe Dil Aa Gaya - उनपे दिल आ गया

Unpe Dil Aa Gaya - उनपे दिल आ गया

LYRICS:
unpe dil aa gaya unpe dil aa gaya ijhar karu ya na karu ijhar karu ya na karu sochti hu main unhe sochti hu main unhe pyar karu ya na karu main pyar karu ya na karu unpe dil aa gaya le gaye ek najar me jo mera sabro karar haye mera sabro karar le gaye ek najar me jo mera sabro karar haye mera sabro karar fir kabhi unse najar fir kabhi unse najar char karu ya na karu main char karu ya na karu unpe dil aa gaya aankho aankho me toh ikarar mohabbat ke huye ikarar mohabbat ke huye aankho aankho me toh ikarar mohabbat ke huye ikarar mohabbat ke huye baato baato me bhi baato baato me bhi ikarar karu ya na karu main pyar karu ya na karu unpe dil aa gaya samne unke nigaahe main utha sakti nahi main utha sakti nahi samne unke nigaahe main utha sakti nahi main utha sakti nahi khwaab me aaye to khwaab me aaye to didaar karu ya na karu didaar karu ya na karu unpe dil aa aa gaya unpe dil aa gaya ijhar karu ya na karu ijhar karu ya na karu unpe dil aa gaya