SONG: Unki Nazro Ka Vaar Kyu Ji Kaisa Laga - उनकी नज़रों का वार क्यों जी कैसा लगा

Unki Nazro Ka Vaar Kyu Ji Kaisa Laga - उनकी नज़रों का वार क्यों जी कैसा लगा

LYRICS:
unki najro ka war kyu ji kaisa laga kyu ji kaisa laga kaho pyar pahli baar tumhe kaisa laga ho tumhe kaisa laga unki najro ka war kyu ji kaisa laga kyu ji kaisa laga unki najro ne tumse kaha kya ye batao ke tumne suna kya unki najro ne tumse kaha kya ye batao ke tumne suna kya ye batao ke pyar tumhe kaisa laga ho tumhe kaisa laga unki najro ka war kyu ji kaisa laga kyu ji kaisa laga kaise naino me naina samaye dor akhiyo me kaise aaye kaise naino me naina samaye dor akhiyo me kaise aaye pyari ankhiyo ka pyar tumhe kaisa laga ho tumhe kaisa laga unki najro ka war kyu ji kaisa laga kyu ji kaisa laga jaao jaao na humko banao raaz sare tum humse chhupao jaao jaao na humko banao raaz sare tum humse chhupao hum to jane ye pyar tumhe kaisa laga ho tumhe kaisa laga unki najro ka war kyu ji kaisa laga kyu ji kaisa laga kaho pyar pahli baar tumhe kaisa laga ho tumhe kaisa laga