SONG: Unki Nazaro Se Koi Najare Mila Ke Puche - उनकी नजरों से कोई नजरे मिला के पूछे

Unki Nazaro Se Koi Najare Mila Ke Puche - उनकी नजरों से कोई नजरे मिला के पूछे

LYRICS:
unki nazro se koi najre mila ke puchhe meri vinti hai jara unse ye jake puchhe dekh kar aankhe lagana kinse sikha aapne bijliya dil par girana kisse sikha aapne ho kisse sikha aapne bijliya dil par kaun jakar baag me kaliyo se ab puchha kare kaun jakar baag me kaliyo se ab puchha kare kaliyo se ab puchha kare aapka ye muskrana kisse sikha aapne aapka ye muskrana kisse sikha aapne kisse sikha aapne bijliya dil par bulbulo ke geet me hota hai itna dard kaha bulbulo ke geet me hota hai itna dard kaha hota hai itna dard kaha itne mithe geet gana kisse sikha aapne itne mithe geet gana kisse sikha aapne kisse sikha apne bijliya dil par sach bata dijiye hame bholi adao ki kasam sach bata dijiye hame bholi adao ki kasam bholi adao ki kasam dil me rahkar phir jalana kisse sikha aapne dil me rahkar phir jalana kisse sikha aapne kisse sikha aapne dekh kar aankhe lagana kinse sikha aapne bijliya dil par girana kisse sikha aapne ho kisse sikha aapne bijliya dil par