SONG: Unke Hass Dene Par Khud Bhi Muskura Kar Ro Diya - उनके हँस देने पर खुद भी मुस्कुरा कर रो दिया

Unke Hass Dene Par Khud Bhi Muskura Kar Ro Diya - उनके हँस देने पर खुद भी मुस्कुरा कर रो दिया

LYRICS:
unke has dene par khud bhi muskura kar ro diya ek garib apna mukaddar aajzma kar ro diya ro diya wehshta ki meri bate dard aage thi jarur wehshta ki meri bate dard aage thi jarur dard aage thi jarur haske bate karne wala muh firakar ro diya ek garib apna mukaddar aajzma kar ro diya ro diya jisne pucha hal kya hai uski surat dekhkar jisne pucha hal kya hai uski surat dekhkar uski surat dekhkar pahle thandi sans li fir sar jhuka kar ro diya ek garib apna mukaddar aajzma kar ro diya ro diya jisne ye halat banai wo bhi aaj hai arzu jisne ye halat banai wo bhi aaj hai arzu wo bhi aaj hai arzu chehra aye bimar se chadar hata kar ro diya ek garib apna mukaddar aajzma kar ro diya ro diya