SONG: Unka Khayal Chod De - उनका ख्याल छोड़ दे अपनी खता को भूल जा

Unka Khayal Chod De - उनका ख्याल छोड़ दे अपनी खता को भूल जा

LYRICS:
unka khyal chod de apni khata ko bhul ja unka khyal chod de apni khata ko bhul ja ae dile bekarar tu apni wafa ko bhul ja ae dile bekarar tu apni wafa ko bhul ja tera chaman ujad gya tera chaman ujad gya teri fija bahar kya teri fija bahar kya haal me apne mast rah abaru hawa ko bhul ja haal me apne mast rah abaru hawa ko bhul ja samjhe hai kyun khuda use samjhe hai kyun khuda use tera khuda koi nahi tera khuda koi nahi jisne tujhe bhula diya aise khuda ko bhul ja jisne tujhe bhula diya aise khuda ko bhul ja unka khyal chod de apni khata ko bhul ja ae dile bekarar tu apni wafa ko bhul ja