SONG: Unka Ishara Jaan Se Pyara - उनका इशारा जान से प्यारा

Unka Ishara Jaan Se Pyara - उनका इशारा जान से प्यारा

LYRICS:
unka ishara jaan se pyara de gaya dil ko mere sahara unka ishara jaan se pyara karke mohabbat ka mujhse wada keh diya ha ha mai hu tumhara mai hu tumhara jaan se pyara de gaya dil ko mere sahara unka ishara jaan se pyara jaise naya ek saz bajaya jaise naya ek geet sunaya jagi jagi jagi umange chauki jawani dil ne pukara jaan se pyara jaan se pyara de gaya dil ko mere sahara unka ishara jaan se pyara khatam hua bachpan ka zamana pee ki nagariya me ab hai jana thodi si naiya or badha de pas hai manzil wo hai kinara jaan se pyara jaan se pyara de gaya dil ko mere sahara unka ishara jaan se pyara