SONG: Unhone Mohabbat Ki Duniya Mita Di - उन्होंने मोहोबत की दुनिया मिटादी

Unhone Mohabbat Ki Duniya Mita Di - उन्होंने मोहोबत की दुनिया मिटादी

LYRICS:
unhone mohabbat ki dunia mita di meri bekashi me jawani luta di unhone mohabbat ki dunia mita di meri bekashi me jawani luta di unhe kya khabar hai unhe kya khabar hai mere hale dil ki mere hale dil ki ke jakhmo me nachur banke saja di ke jakhmo me nachur banke saja di ho jab yaad aaye to aankho ne meri jhadi aasuo ki wahi par laga di wo jab yad aaye to palko ne meri jhadi aasuo ki wahi par laga di sarafa hai tasveer me bekashi ki sarafa hai tasveer me bekashi ki ye tasvir jisne banai mita di ye tasvir jisne banai mita di mere aashiyane pe bijli gira kar bijli gira kar ye kisne mere dil ki basti jala di ye kisne mere dil ki basti jala di unhone mohabbat ki dunia mita di meri bekashi me jawani luta di