SONG: Unhen Kho Kar Unhi Ki Aarju Hai - उन्हें खो कर उन्हीं की आरजू है

Unhen Kho Kar Unhi Ki Aarju Hai - उन्हें खो कर उन्हीं की आरजू है

LYRICS:
unhe kho kar unhi ki aarazu hai kis liye dil ko hai kaun aisaa jo ab aasaan kar de meri mushkil ko unhe ham jo dil se bhulaane lage unhe ham jo dil se bhulaane lage wo kuchh aur bhi yaad aane lage wo kuchh aur bhi yaad aane lage na puchho na puchho hame kyaa huaa na puchho na puchho hame kyaa huaa lagi thes aansu bahaane lage lagi thes aansu bahaane lage wo kuchh aur bhi jiye haay mar mar ke ham is tarah jiye haay mar mar ke ham is tarah chale na aur dagamagaane lage chale na aur dagamagaane lage wo kuchh aur bhi zamaanaa huaa jinko bite wo din zamaanaa huaa jinko bite wo din ghataa ban ke aankho me chhaane lage ghataa ban ke aankho me chhaane lage wo kuchh aur bhi yaad aane lage wo kuchh aur bhi yaad aane lage