SONG: Unhen Kho Kar Dukhi Dil Ki Duaa Se Aur Kyaa Maangun - उन्हें खोकर दुखी दिल की दुआ से और क्या मांगूँ

Unhen Kho Kar Dukhi Dil Ki Duaa Se Aur Kyaa Maangun - उन्हें खोकर दुखी दिल की दुआ से और क्या मांगूँ

LYRICS:
unhe khokar dukhi dil ki duaa se aur kyaa maangun mai hairan hun ki aaj apani vafaa se aur kyaa maangun girahbaa chaak hai, aankho me aansu lab pe aahe hai lab pe aahe hai yahi kaafi hai duniyaa ki havaa se aur kya maangun unhe khokar meri barbaadiyo ki daastan un tak pahuch jaae sivaa isake mohabbat ke khudaa se aur kyaa maangun unhe khokar