SONG: Unhei Kissa-E-Gham Likhne Ko Baithe To Dekhe Kalam Ki Ravaani - उन्हें किस्सा-ए-गम लिखने को बैठे तो देखे कलम की रवानी

Unhei Kissa-E-Gham Likhne Ko Baithe To Dekhe Kalam Ki Ravaani - उन्हें किस्सा-ए-गम लिखने को बैठे तो देखे कलम की रवानी

LYRICS:
unhe kissa-e-gum likhne ko baithe to dekhe kalam ki rawani me aasu ye anmol tare hi ulfat ke moti unhe hamne bheje nishani me aasu unhe kissa-e-gum mere dard ulfat unhe khich laya najar jo uthayi to wo samne the hamari khushi ko wo alam na pucho nikal aaye the sath khumari me aasu unhe kissa-e-gum mere aasuo me chhupe hai wo tufa jo machle to sare jaha ko dubo de mere aasuo me chhupe hai wo tufa jo machle to sare jaha ko dubo de abhi tumne dunia me dekha hi kya hai laga dete hai aag pani me aasu unhe kissa-e-gum ye aasu ke jugnu meri roshni hai andhere me rahe dikhate ha mujhko na samjhegi dunia na samjho ge tum bhi jhalakte hai meri kahan me aasu unhe kissa-e-gum likhne ko baithe to dekhe kalam ki rawani me aasu ye anmol tare hi iulfat ke moti unhe hamne bheje nishani me aasu unhe kissa-e-gum