SONG: Unhe Manzil Nahi Milti Jo Kismat Ke Sahare Hai - उन्हें मंज़िल नहीं मिलती जो किस्मत के सहारे है

Unhe Manzil Nahi Milti Jo Kismat Ke Sahare Hai - उन्हें मंज़िल नहीं मिलती जो किस्मत के सहारे है

LYRICS:
unhe manzil nahi milti jo kismat ke sahare hai hai unki zindagi bhi maut jo himmat ko hare hai unhe manzil nahi milti jo kismat ke sahare hai hai unki zindagi bhi maut jo himmat hare hai unhe manzil nahi milti jo kismat ke sahare hai bhale tufan takraye bhale tufan takraye teri kismat ki lahro se bhale tufan takraye teri kismat ki lahro se jinhe khud par jinhe khud par bharosa hai wo har dum hi tumhare hai hai unki zindagi bhi maut jo himmat ko hare hai unhe manzil nahi milti jo kismat ke sahare hai jo dekar jindagi jeete unhe kya maut ka dar hai jo bujh kar roshni karte wahi roshan sitare hai hai unki zindagi bhi maut jo himmat ko hare hai unhe manzil nahi milti jo kismat ke sahare hai nahi mushkil hai duniya me agar insan chahe to palat do unhe aakar jo kudrat ke nazare hai hai unki zindagi bhi maut jo himmat ko hare hai unhe manzil nahi milti jo kismat ke sahare hai