SONG: Unhe Kissa E Gham Sunati Rahungi - उन्हें किस्सा ए गम सुनाती रहूँगी

Unhe Kissa E Gham Sunati Rahungi - उन्हें किस्सा ए गम सुनाती रहूँगी

LYRICS:
unhe kissa ae gam sunati rahungi unhe kissa ae gam sunati rahungi main range mohabbat main range mohabbat jamati rahungi unhe kissa ae gam sunati rahungi main hargij shikayat na laaungi lav pe sitam par tere muskurati rahungi sitam par tere muskurati rahungi unhe kissa ae gam sunati rahungi main taro ki shamo mein betab hoke ji teri yaad mein gungunati rahungi teri yaad mein gungunati rahungi unhe kissa ae gam sunati rahungi wafao ko apni jafao ko teri main ginati rahungi wafao ko apni jafao ko teri main ginati rahungi ginati rahungi ginati rahungi unhe kissa ae gam sunati rahungi