SONG: Unhe Haal Apna Batana Padega - उन्हें हाल अपना बताना पड़ेगा

Unhe Haal Apna Batana Padega - उन्हें हाल अपना बताना पड़ेगा

LYRICS:
unhe haal apna batana padega unhe haal apna batana padega tadapata hua dil dikhana padega tadapata hua dil dikhana padega unhe haal apna batana padega mohabbat ki duniya me ae dil samjh le mohabbat ki duniya me ae dil samjh le wo jake kabhi to manana padega tadapata hua dil dikhana padega unhe haal apna batana padega chupaye se chupti nahi hai mohabbat chupaye se chupti nahi hai mohabbat mohabbat ko fir bhi chupana padega tadapata hua dil dikhana padega unhe haal dil ka batana padega nazar jab milegi kisi ki nazar se nazar jab milegi kisi ki nazar se haye to hatho se dil ko mitana padega tadapata hua dil dikhana padega unhe haal dil ka batana padega unhe haal dil ka batana padega