SONG: Unhe Apna Bana Lena Mujhe Dil Se Bhula Dena - उन्हें अपना बना लेना मुझे दिल से भुला देना

Unhe Apna Bana Lena Mujhe Dil Se Bhula Dena - उन्हें अपना बना लेना मुझे दिल से भुला देना

LYRICS:
unhe apna bana lena mujhe dil se bhula dena jaha apna basa lena meri duniya mita dena unhe apna bana lena ho nazar milna nazar ka ek dhokha tha samjh lena, nazar ke jis tarah gire aansu mujhko gira dena jaha apna basa lena meri duniya mita dena unhe apna bana lena mai kadmo pe giru to mujhko raste se hata dena mai gam ki daasta chhedu to sunkar muskura dena jaha apna basa lena meri duniya mita dena unhe apna bana lena agar meri tarha tumko bhi gam bhane lage ek din agar meri tarha tumko bhi gam bhane lage ek din gam bhane lage ek din to mujhko yaad karna aur do aansu baha lena jaha apna basa lena meri duniya mita dena unhe apna bana lena