SONG: Uncle Robert Kya Bole Tumko - अंकल रॉबर्ट क्या बोले तुमको

Uncle Robert Kya Bole Tumko - अंकल रॉबर्ट क्या बोले तुमको

LYRICS:
arey jhumo nacho ye golden wedding hai aise insan ki jiski zindgani hai sachayi or iman ki arey suno arey suno uncle robart kya bole tumko uncle robart kya bole tumko dekh kar kyo aisa lagta hai humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta uncle robart kya bole tumko uncle robart kya bole tumko dekh kar kyo aisa lagta hai humko bhi shadi karna maangta arey humko bhi shadi karna maangta humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta arey ho tum satayis saal ke par lagte ho chhatis ke kehte ho kon sa gehu kis chaki me ho piste haye haye uncle robart kya bole tumko dekh kar kyo aisa lagta hai humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta wife husband dono me dekho kitna pyar hai fir kyu na gujare har din hi tayohar hai uncle robart kya bole tumko uncle robart kya bole tumko dekh kar kyo aisa lagta hai humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta chhodo tum kya shadi karega khali thandi aahe bharega shadi to humne kiya tha all bombay janta hum to dekho dunia se lad ke chhokari ka hath pakad ke jaj ko sidha le pachucha bambay all bombay janta sala tumko khali pili sala tumko khali pili bas ye bolta ke dil kehta hai ki tumko bhi shadi karna maangta ke tumko bhi shadi karna maangta uncle robart kya bole tumko uncle robart kya bole tumko dekh kar kyo aisa lagta hai humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta