SONG: Unchi Aedi Hai Mang Tedhi Tedhi Duptta Rangdar Karke - ऊँची एड़ी है मांग टेड़ी टेड़ी दुपट्टा रंगदार कर के

Unchi Aedi Hai Mang Tedhi Tedhi Duptta Rangdar Karke - ऊँची एड़ी है मांग टेड़ी टेड़ी दुपट्टा रंगदार कर के

LYRICS:
unchi aedi hai mang tedi tedi dupatta rangdaar kar ke hoye dupatta rangdaar kar ke unchi aedi hai mang tedi tedi dupatta rangdaar kar ke hoye dupatta rangdaar kar ke bato bato me liya dil hatho me nakhre hajar kar ke hoye nakhre hajar kar ke aye ji ho o mai to chali mera tum se kya vasta kaha chali chali chali chali kaha chali chali chali chali tum kon ho jo roko mera rasta aye ji hum tere diwane tu jane ya na jane gaya tir tera sine ko par karke aye ji ho o unchi aedi hai mang tedi tedi dupatta rangdaar kar ke hoye dupatta rangdaar kar ke aye ji ho o kaha dhundoge jo kahi chhup jaungi aye ji gali gali gali dhundu gali gali gali gali tadpaungi mai tujhko jalaungi aye ji hum tere parwane hum jalna bhi jane tujhpe baithe hai dil ko nisar karke aye ji ho o unchi aedi hai mang tedi tedi dupatta rangdaar kar ke hoye dupatta rangdaar kar ke aye ji ho o dekho chhedoge to shor machaungi chup bali bali bali chup bali bali bali bali khud pitungi logo se pitvaungi dekho hogi badnami suno suno dil ki rani chain milta hai duniya me pyar kar ke aye ji ho o unchi aedi hai mang tedi tedi dupatta rangdaar kar ke hoye dupatta rangdaar kar ke aye ji ho o bato bato me liya dil hatho me nakhre hajar kar ke hoye nakhre hajar kar ke aye ji ho o