SONG: Unche Parbat Gahre Sagar Sabka Bojh Uthaye - उंचे परबत गहरे सागर सबका बोझ उठाये

Unche Parbat Gahre Sagar Sabka Bojh Uthaye - उंचे परबत गहरे सागर सबका बोझ उठाये

LYRICS:
unche parbat gahre sagar sabka bojh uthaye isi liye to ye dharti dharti mata kahlaye unche parbat gahre sagar sabka bojh uthaye isi liye to ye dharti dharti mata kahlaye unche parbat gahre sagar phulo ko bojh na samjhe chahe jhuk jaye dali phulo ko bojh na samjhe chahe jhuk jaye dali hogi wo koi abhagan jis maa ki goad ho khali jis maa ka ho na beta mar ke bhi jati na paye unche parbat gahre sagar sabka bojh uthaye isi liye to ye dharti dharti mata kahlaye unche parbat gahre sagar bin mata ka hai sipi beta hai uska moti bin mata ka hai sipi beta hai uska moti mata ki aankhe deepak beta hai unki jyoti ye amar pran duniya me jug jug se chalta aaye unche parbat gahre sagar sabka bojh uthaye isi liye to ye dharti dharti mata kahlaye unche parbat gahre sagar ik beta bhi tha aisa jo nikla katil maa ka ik beta bhi tha aisa jo nikla katil maa ka jab vaar wo karke bhaga to yu bola dil maa ka mat bhag main tujh par vaari tujhe thokar na lag jaye unche parbat gahre sagar sabka bojh uthaye isi liye to ye dharti dharti mata kahlaye unche parbat gahre sagar