SONG: Unase Pyaar Ho Gayaa - उनसे प्यार हो गया

Unase Pyaar Ho Gayaa - उनसे प्यार हो गया

LYRICS:
unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyar ho gaya dard mitaye tune teer chubha ke dard mitaye tune teer chubha ke aag bujhai ik aag lagake aag bujhai ik aag lagake unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyar ho gaya naino se nain mile badale zamane naino se nain mile badale zamane samajhe samajhne wale aur na jane samajhe samajhne wale aur na jane aur na jane koi aur na jane aur na jane koi aur na jane unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyar ho gaya ulfat ki dekho kaisi ajab kahani ulfat ki dekho kaisi ajab kahani aaye na badal phir bhi barasa hai pani aaye na badal phir bhi barasa hai pani unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyar ho gaya