SONG: Un Par Kaun Kare Ji Vishvaas - उन पर कौन करे जी विश्वास

Un Par Kaun Kare Ji Vishvaas - उन पर कौन करे जी विश्वास

LYRICS:
prit ke badhan me bandhi karti chali pukaar nirmohi bhanvra phire jiska jutha payar un par kaun kare ji vishvaas un par kaun kare ji vishvaas kie bhanvaro kaa bhes phire kaliyo ke desh kare rasiyaa jo ghar-ghar vilaas un par kaun kare ji vishvaas un par kaun kare ji vishvaas o ye to jug-jug ki hai pyaas ye to jug-jug ki hai pyaas jise bhanvaraa bujhae kali-kali paas aae kare puri adhuri jo aas ye to jug-jug ki hai pyaas ye to jug-jug ki hai pyaas ras ke lobhi chain na paaen ulte apani pyaas badhaaen ras ke lobhi chain na paaen ulte apani pyaas badhaaen ek pyaali se jo prit lagaaen ek pyaali se jo prit lagaaen janam-janam ki pyaas bujhaaen janam-janam ki pyaas bujhaaen jaise dharati aur aakaash jaise dharati aur aakaash jab dono mile to saari srishti hile chhaae patajhad me bhi madhumaas un par kaun kare ji vishvaas un par kaun kare ji vishvaas suraj hai ek usaki kirane hazaar hai sarjan haaraa hai use kan-kan se pyaar hai suraj hai ek usaki kirane hazaar hai sarjan haaraa hai use kan-kan se pyaar hai badhan me prit ke kab vo laachaar hai vo har kamlini ke man kaa singaar hai vo har kamlini ke man kaa singaar hai kare ghar-ghar me vo prakaash kare ghar-ghar me vo prakaash usakaa hirday vishaal usme navayug ki jwaal nav-jivan bhari uski shvaas ye to jug-jug ki hai pyaas ye to jug-jug ki hai pyaas kamlan ko ravi ek hai ravi ko kamlini hamse tumko naa sahi tumse humko ek ek din ke devta ho ek din ke naath ho jaaye kaha jab pati ne chhod diya saath ho ek janm kya hajaaro janm ki jo sangini uski preet par kyu maut ka kathor haath ho ae gagan agan pawan daso dishaaye bol do naari ke dharam me kya bharam hai bhed khol do jwaal jab bana sindur mehandi bani aag ho maang me sawaaru kaise jab luta suhaag ho luta suhaag ho, luta suhaag ho kiske dar pe ho chale anugamini jawaab do kyu suhaagini bane abhagini jawaab do hai jagat me jab pati mujhe koi jawaab do kis chita me wo jale sati koi jawaab do kis chita me wo jale sati koi jawaab do koi jawaab do, koi jawaab do