SONG: Ummid Unase Kyaa Thi Aur Kar Wo Kyaa Rahe Hain - उम्मीद उनसे क्या थी और कर वो क्या रहे हैं

Ummid Unase Kyaa Thi Aur Kar Wo Kyaa Rahe Hain - उम्मीद उनसे क्या थी और कर वो क्या रहे हैं

LYRICS:
ummid unase kya thi aur kar wo kya rahe hai ummid unase kya thi aur kar wo kya rahe hai khud hi bana rahe the khud hi mita rahe hai khud hi bana rahe the khud hi mita rahe hai ummid unase kya thi aaye the ishq ban ke aaye the ishq ban ke ab rashk ban gaye wo khud hi hansa rahe the khud hi hansa rahe the khud hi rula rahe hai khud hi hansa rahe the khud hi rula rahe hai ummid unase kya thi ye bekasi ka aalam ye bebasi ki duniya dil jal raha hai phir bhi dil jal raha hai phir bhi ham muskura rahe hai dil jal raha hai phir bhi ham muskura rahe hai ummid unase kya thi kisaki sada ye aayi kisne mujhe pukaara koyi mujhe bata de koyi mujhe bata de kya wo bula rahe hai koyi mujhe bata de kya wo bula rahe hai koyi mujhe bata de kya wo bula rahe hai