SONG: Umeedo Ki Duniya - उम्मीदों की दुनिया

Umeedo Ki Duniya - उम्मीदों की दुनिया

LYRICS:
lut gayi ummido ki duniya lut gayi ummido ki duniya khun hua armano ka apno ne barbad kiya kya shikwa kare begano ka lut gayi ummido ki duniya bairi hai bedard jamana bairi hai bedard jamana har aansu hai ek fasana har aansu hai ek fasana sunne wala koi nahi hai dard bhare afsano ka lut gayi ummido ki duniya khun hua armano ka apno ne barbad kiya kya shikwa kare begano ka lut gayi ummido ki duniya naav bhanwar mein door kinara naav bhanwar mein door kinara najar na aaye koi sahara najar na aaye koi sahara gaivan haran ko hara ? lut gayi ummido ki duniya khun hua armano ka apno ne barbad kiya kya shikwa kare begano ka lut gayi ummido ki duniya