SONG: Umar Faaruqe Aazam Ki Jahan - उम्र फारुके आज़म की जहाँ में जब खिलाफत थी

Umar Faaruqe Aazam Ki Jahan - उम्र फारुके आज़म की जहाँ में जब खिलाफत थी

LYRICS:
umar faaruqe aazam ki jahan me jab khilafat thi umar faaruqe aazam ki jahan me jab khilafat thi harek insaan ko insaan se be andaza mohabbat thi harek susadmani thi harek supath honusrat thi khalifa se arab ke bachche buddhe ko mohabbat thi khalifa aur khuda ke ishq me makhmur rahte the mohabbat me mohammad ki musalma chur rahte the fizar hasrat umar ka aur rasule pak ke dilbar hmesha khelte the bachche bachche mil ke sab aksar badi narazgi baato hi baato me to us par kaha sabbir ne ebbne umar se yun khafa hokar na binana alibaba viradar hai hasan mera gulami me hai meri tu bhi aur hai baap bhi tera suna sabbir ne lafze gulami aa gaya gulsa kaha jakar pisarne hot adaruk iska ae baba gulam apna mujhe aur aapko sarbar ne farmaya ye sunte hi umar bole mukaddar ab mera chamka khuda ke ladle hai wo nawase mustfake hai hai malik khud ke wo aur bete multaza ke hai kaha fir ye umar ne bete se tasidar kaise ho agar likhwa ke le aao to main samjhu ke sacche ho kaha ebbne umar ne aaka joshibbar bante ho gulam apna hame likh do juban se tum jo kahte ho kaha sabbir ne ham se sanag to sab hi lete hain gulam ebbne gulam apna tumhe ham likh ke dete hain diya hazrat umar ko bete ne sabbir ka likha lagakar aankho se hazrat umar ne usko fir chuma batau kya masallat ka umar ki main jo aalam tha sanad pakar gulami ki umar ne fir farmaya sare mehsar khuda ke samne jis waqt jaunga gulami ki sanad me aale ahmad ko dikhaunga azabe kbar kya hai fir zameen bhi us se tharaye gulame aale ahmad ka sarf duniya me jo paaye na kyun fulde bari uske liye nirash ho jaaye use khatka ho kyun mehsar ka kyon dojakh se ghabraye na kyun danka baje duniya me uski nek naami ka sarf jisko mile aale mohammad ki gulami ka waseehat apne bete ko ye ki faaruque aazam ne kafan me sath rakh dena gulami ki sanad mere rahe tahasar mujhko fakar is dar ki gulami se ki jinke sadke me sare musalmaan bakshe jayenge basar yun naaz haasil tha umar faaruqe aazam to mili hai aale ahmad se gulami ki sanad hamko