SONG: Umango Ke Din Bite Jaye - उमंगों के दिन बिते जाये

Umango Ke Din Bite Jaye - उमंगों के दिन बिते जाये

LYRICS:
umango ke din beete jaye bitate bitate ye din hath na aaye jawani ke din hai ye, haye jawani ke din hai ye kisi ki ho ja ri gauri, kisi ko apna bana le gauri jawani ke gun gaa le umango ke din beete jaye beet ke ye din hath na aaye jawani ke din hai ye, haye jawani ke din hai ye kisi ki ho ja re gauri, kisi ko apna bana le gauri jawani ke gun gaa le jawani ek nasha hai, jawani ek maja hai ke jisme ke jisme insa ghume aap ko apne ko chume jawani ek nasha hai, jawani ek maja hai ke jisme ke jisme insa ghume aap ko apne ko chume kisi ki ho ja ri gauri, kisi ko apna bana le gauri jawani ke gun gaa le umango ke din beete jaye beet ke ye din hath na aaye jawani ke din hai ye, haye jawani ke din hai ye kisi ki ho ja ri gauri, kisi ko apna bana le gauri jawani ke gun gaa le jawani ek tarana ke jisko ke jisko sune zamana jisko gaaye wo dil ke jispe bani ho mushkil jawani ek tarana ke jisko ke jisko sune zamana jisko gaaye wo dil ke jispe bani ho mushkil kisi ki ho ja ri gauri, kisi ko apna bana le gauri jawani ke gun gaa le umango ke din beete jaye beet ke ye din hath na aaye jawani ke din hai ye, haye jawani ke din hai ye kisi ki ho ja ri gauri, kisi ko apna bana le gauri jawani ke gun gaa le umango ke din beete jaye beet ke ye din hath na aaye jawani ke din hai ye, haye jawani ke din hai ye kisi ki ho ja ri gauri, kisi ko apna bana le gauri jawani ke gun gaale