SONG: Ulta Sidha - उल्टा सीधा

Ulta Sidha - उल्टा सीधा

LYRICS:
ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa jab teri duniya ka har kaam hain ulta kya meri khata jo mujhse hua koi kam ulta sidha ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa bachcha tadpe zakhmi roye mamta insaan hu aakhir main kaise na sunta bachcha tadpe zakhmi roye mamta insaan hu aakhir main kaise na sunta rote ko hasaaya bigdi to bana aaya kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta sidha ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa murat pe to ganga jal jag feke majbur ko jalta ghar koi na dekhe murat pe to ganga jal jag feke majbur ko jalta ghar koi na dekhe vo ghar ko bachana tha fir malik tu hi bata kya meri khata jo mujhse hua koi kam ulta sidha ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa ek din to hua aisa sun data main chor na tha fir bhi pakda jata ek din to hua aisa sun daata main chor na tha fir bhi pakda jata to pet bujurgo ka bharta na to kya karta kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta sidha ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hai mujhse khafa ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa teri duniya hain mujhse khafa teri duniya hain mujhse khafa bate meri jhuthi sahi pyar to mera sachcha hain hisse ke dil jate hain mil jhuth vo sach se achha hain tumko yahi pane ka rasta tha janevafa kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta sidha ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa ae khuda ae khuda aisa main kya kiya teri duniya hain mujhse khafa