SONG: Ullu Ka Pattha - उल्लू का पट्ठा

Ullu Ka Pattha - उल्लू का पट्ठा

LYRICS:
ullu le ullu le jaana naa ho jahan wahi jaata hai dil ullu ka pattha hai thodi taqdeer kyu aazmaata hai dil ullu ka pattha hai jaana naa ho jahan wahi jaata hai dil ullu ka patha hai thodi taqdeer kyu aazmaata hai dil ullu ka patha hai be-sar pair ki hai iski aadatein aafat ko jaan ke deta hai daawatein jaise aata hai chutki mein jaata hai dil sau-sau ka chhutta hai ho jaana nahi ho wahi jaata hai dil ullu ka patha hai confuse hai.. dosti pe isse aitbaar aadha hai rang mein jo dosti ke jo bhang ghol de ishq ka bhoot sar pe sawaar aadha hai nighal sake nahi ugal sake sangemarmar ka bangla banata hain dil akbar ka pota hai ho jaana nahi ho wahi jaata hai dil ullu ka pattha hai