SONG: Uljhi Ho Uljhi Rama Haye - उलझी हो उलझी रामा हाए

Uljhi Ho Uljhi Rama Haye - उलझी हो उलझी रामा हाए

LYRICS:
uljhi hun uljhi rama haye uljhi nazar kalkata ke bazar me uljhi hun uljhi rama haye uljhi nazar kalkata ke bazar me mai to akeli mohe lage hain daar haye kalkata ke bazar me poti wala babu bolo kar ke ishaare ho aaja ho aaja aaja poti wala babu haye topi wala babu bolo haye dadhi wala dadhi wala babu bole kar ke ishaare ho aaja aaja aaja ram kasam sharmaau na jaau na jaau jaa jaa jaa jaa mujh akeli par hai sabki nazar kalkata ke bazar me mujh akeli par hai sabki nazar kalkata ke bazar me uljhi hun uljhi rama haye uljhi nazar kalkata ke bazar me baala joban haye baala joban mora chadti jwaani meri baala joban haye baala joban mora chadti jwaani meri kahti hai ankhiya dil ki kahani meri dil ki kahani chhota sa dil dole haye jaau kidhar kalkata ke bazar me uljhi hun uljhi rama haye uljhi nazar kalkata ke bazar me mai to akeli mohe lage hain daar haye kalkata ke bazar me