SONG: Uljhan Dil Ka Kya Suljhe - उलझन दिल की क्या सुलझे

Uljhan Dil Ka Kya Suljhe - उलझन दिल की क्या सुलझे

LYRICS:
uljhan dil ki kya suljhe jab kaha na jaye raz dil ka kaha na jaye raz uljhan dil ki kya suljhe jab kaha na jaye raz dil ka kaha na jaye raz kuch kahna chahe kah na sake chup rahna chahe rah na sake aake zuba par kaanp rahi hai ye kaisi aawaz dil ki ye kaisi aawaz chup rehne se jee ghabraye kehne se dil par ban jaye kisko gum aur kaam uthaye kisko gum aur kaam uthaye ye kaisa andaz haye ye kaisa andaz uljhan dil ki kya suljhe jab kaha na jaye raz dil ka kaha na jaye raz