SONG: Ulfat Kaa Saaz Chhedo - उल्फत का साज छेड़ो

Ulfat Kaa Saaz Chhedo - उल्फत का साज छेड़ो

LYRICS:
ulfat ka saz chedo, shama suhana hai ulfat ka saz chedo, shama suhana hai jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai ulfat ka saz chedo, shama suhana hai jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai ulfat ka saz chedo dar pe huzur aaye, leke murad ham bhi itni si aarzu hai, rah jaye yad ham bhi dar pe huzur aaye, leke murad ham bhi itni si aarzu hai, rah jaye yad ham bhi ulfat ka saz chedo, shama suhana hai jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai ulfat ka saz chedo dono jahan ham bhi, tum par nisar kare kadmo pe chand tare, sajde hazar kare dono jahan ham bhi, tum par nisar kare kadmo pe chand tare, sajde hazar kare ulfat ka saz chedo, shama suhana hai jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai ulfat ka saz chedo mahfil me aaj shama, kar degi nam roshan thamega aaj koi, dil ka hasi daman mahfil me aaj shama, kar degi nam roshan thamega aaj koi, dil ka hasi daman ulfat ka saz chedo, shama suhana hai jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai ulfat ka saz chedo shama suhana hai jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai ulfat ka saz chedo