SONG: Ujdi Hui Hai Ishq - उजड़ी हुई है इश्क की दुनिया तेरे बगैर

Ujdi Hui Hai Ishq - उजड़ी हुई है इश्क की दुनिया तेरे बगैर

LYRICS:
ujdi hui hai ishq ki duniya tere bagair kitna kathin hai sal ye jina tere bagair ujdi hui hai ishq ki duniya tere bagair din bhi wohi aur raat wohi par main kya karu apna hi dil nahi raha baitha tere bagair ujdi hui hai ishq ki duniya tere bagair jaau kidhar to main ki ab kuch sujhata nahi jaau kidhar to main ki ab kuch sujhata nahi dega to kaun dega sahara tere bagair ujdi hui hai ishq ki duniya tere bagair jine ko to yu jite hai tere bagair bhi jine ko to yu jite hai tere bagair bhi jine me kuch maja nahi aata tere bagair jine me kuch maja nahi aata tere bagair jaau kidhar to main ki ab kuch sujhata nahi jaau kidhar to main ki ab kuch sujhata nahi dega to kaun dega sahara tere bagair ujdi hui hai ishq ki duniya tere bagair