SONG: Ujad Gaya Sansar - उजड़ गया संसार

Ujad Gaya Sansar - उजड़ गया संसार

LYRICS:
ujad gaya sansar mera ujad gaya sansar aayi thi mai piya ke ghar me prem pujaran ban mandir me aayi thi mai piya ke ghar me prem pujaran ban mandir me dev hi chhod chala thukra kar tod prem ka haar, ujad gaya sansar ujad gaya sansar mera ujad gaya sansar tut gaye tut gaye tut gaye sukh ke sab sapne apne hi na rahe jab apne apne hi na rahe jab apne kuchal gayi aasha ki kaliya kuchal gayi aasha ki kaliya patjhad hui bahar mera ujad gaya sansar ujad gaya sansar hay ujad gaya sansar hoke bhi mai naar suhagan vidhva si hu badi abhagan hoke bhi mai naar suhagan vidhva si hu badi abhagan