SONG: Uga Suraj Prabhat Ka Meeta - उगा सूरज प्रभात का मीठा

Uga Suraj Prabhat Ka Meeta - उगा सूरज प्रभात का मीठा

LYRICS:
ham tumhe sunate katha aaj bharat ke rajsthan ki ham tumhe sunate katha aaj bharat ke rajsthan ki jai jai rajsthan ,jai bharat ki shan likhi kahani kan kan par jis dharti ke balidan ki ham tumhe sunate katha aaj bharat ke rajsthan ki jai jai rajsthan ,jai bharat ki shan yahi desh jahan chala krte the nar angaron par o nar angaron par o yahi desh vo jahan jhumte baanke veer kataron pr har uljhan ka huaa faisla talvaaron ki bharon par talvaaron ki bharon par jisne aadhikar ko moda jisne adhikar ko moda gatiron ki tufaan ki ham tumhe sunate katha aaj bharat ke rajsthan ki jalbeele rajsthan ki josheele rajsthan ki o.. is dharti ka is dharti ka ek ladla amarsingh rathour tha amarsingh rathour tha jeerathour tha jeerathour tha matrabhumi ke manbhare mathe ka banka mod tha mathe ka banka mod tha jeerathour tha jeerathour tha chahe umar mai chhota tha par himaat mai bejod tha himaat mai bejod tha aan dan ki aan baan ka man mai bada maror tha man mai bada maror tha suno baarta aaj usi suno baarta aaj usi ran banke balidan ki ham tumhe sunate katha aaj bharat ke rajsthan ki jalbeele rajsthan ki josheele rajsthan ki jai jai rajsthan ki jai bharat ke shan ki jai jai rajsthan ki jai bharat ke shan ki