SONG: Uff Ye Bekarar Dil Kahan Luta Na Puchiye - उफ़ ये बेकरार दिल कहाँ लुटा ना पूछिये

Uff Ye Bekarar Dil Kahan Luta Na Puchiye - उफ़ ये बेकरार दिल कहाँ लुटा ना पूछिये

LYRICS:
uff ye bekarar dil kaha luta na puchiye har nigah chor hai ji nam kiska lijiye uff uff ye bekarar dil kaha luta na puchiye har nigah chor hai ji nam kiska lijiye najr najar se mil gayi juba se uff najr najar se mil gayi juba se uff nikal gayi chali jo dil ko tham kar to arz machal gayi ye kaun jadu kar gaya ye kaun jadu kar gaya dil gaya jigar gaya hum aaye the ilaz ko ke dard or badha gaya uff ye bekarar dil kaha luta na puchiye har nigah chor hai ji nam kiska lijiye uff hum apne dil ko rok le majal kya hum apne dil ko rok le hmari kya majal hai kisi ko kya bataye hum jo aaj dil ka hal hai rat hai sabab par najar ruki hai aap par rat hai sabab par najar ruki hai aap par karenge dil ka faisla hum aapke jawab par uff ye bekarar dil kaha luta na puchiye har nigah chor hai ji nam kiska lijiye uff jhuki jhuki nigah ne ye kya kiya jhuki jhuki nigah ne bichake jal sham ka chupek chupek kar liya irada katle aam ka haye kya andher hai ye kismato ka fer hai haye kya andher hai ye kismato ka fer hai ab hamare katal me ki kahiye kitni der hai uff ye bekarar dil kaha luta na puchiye har nigah chor hai ji nam kiska lijiye uff