SONG: Uf Na Karna Ki Mohabbat Meri Badnaam Na Ho - उफ़ ना करना की मोहब्बत मेरी बदनाम ना हो

Uf Na Karna Ki Mohabbat Meri Badnaam Na Ho - उफ़ ना करना की मोहब्बत मेरी बदनाम ना हो

LYRICS:
uff na karna ki mohabbat meri badnam na ho aaj ulfat ka jamane me kahi kaam na ho pee jaye agar aashu wahi hota hai gum hote rahe pee jaye agar aashu wahi hota hai gum hote rahe hone bhi de, hone bhi de, hone bhi de pee jaye agar aashu wahi ho ek jaan aur lakho sitam betab hai rone ko ham ek jaan aur lakho sitam betab hai rone ko ham rone bhi de, rone bhi de, rone bhi de ek jaan aur lakho sitam ae balma khisak ja aaj tu varna lutegi aabru balma khisak ja aaj tu varna lutegi aabru lutegi aabru balamva lutegi aabru chal de yaha se uff na kar aaya kare muh ko jigar chal de yaha se uff na kar aaya kare muh ko jigar aane bhi de, aane bhi de, aande bhi de chalde yaha se uff na kar ho o tera hi dam bharta hu mai marne se kab darta hu mai tera hi dam bharta hu mai marne se kab darta hu mai nahi darta hu mai sajaniya nahi darta hu mai dekho idhar ye mai chala hath ja ae duniya jane bhi de, jane bhi de, jane bhi de dekho idhar ye mai chala