SONG: Ud Gayaa Bhanvaraa - उड़ गया भँवरा

Ud Gayaa Bhanvaraa - उड़ गया भँवरा

LYRICS:
ud gayaa bhanvaraa ud gayaa bhanvaraa,kali udaas kali udaas,kali udaas kyun bhanvare ne prit lagaa_i,kaahe chhod gayaa harajaa_i -2 lagi bujhi na thi,man ki pyaas ud gayaa bhanvaraa (daal gale me sundar baahe, ? gaye dil me agaare)-2 chhod gaye mujhe sab ki paas? ud gayaa bhanvaraa (bujh gayaa dipak jalate jalate,ruk gai naiyyaa chalate chalate)-2 ro ro pukaari kisi pumaar ? ud gayaa bhanvaraa bachane se pahale ujad gai mai,ujad gai mai,ujad gai milake piyaa se bichhad gai mai,bichhad gai mai,bichhad gai bichhade jaise phulo se baag ud gayaa bhanvaraa